hi chrissy! kaisi ho? tum chonk gayi hogi ke main tumhe likh rahi hun. main tumse maafi mangana chahti hun is liye ke maine jaane ke din tumhe kya keh diya, jab hum vida ho rahe the. mujhe nahin patta ke tumhe yaad bhi hoga lekin itne hafto se main pareshan hun. umeed karti hun ke tum un baaton ka bura nahin mani jo maine tumse kahi thi. acha yehi kehna chahti thi. tumhari yvonne,
LG INdiangirl85
